Aapki apni rasoi - cooking,food,drinks,baby food,beauty tips,ghrelu nuskhe ke bare me janne ko milega

शनिवार, 26 अगस्त 2017

HOW TO MAKE BANDGOBHI CHILA.KESE BANDGOBHI YA PTTAGOBHI CHILA

HOW TO MAKE BANDGOBHI (PTTAGOBHI) CHILA

Naste me pttagobhi chila bnaie.ghar me sabhi ko ye postic grma garam nasta pasand ayega.aap chahe to pttagobhi chila aap lunch me bhi bna skte h.bachche bhi khush hokar khayenge chile ko.

BANDGOBHI CHILA BNANE KI SAMAGIRI

besan - 1/2 cup
Kasi hui gobhi - 1/2 cup
Pyaj barik kta hua - 1/2 cup
Hari mirch baric kati hu - 
haldi - 1/4 chammach
Jira - 1/2 chammach
Adrak ka pest - 1/2 chammach
Namak - swadanusar
Tail - avsaktanusar
Kta hua dhaniya - 2 chammach

CHATNI BNANE KI SAMAGIRI:

pudina ki pattiya - 1 cup
Tmatar - 2 
Mirch - 1
Namak - swadanusar

BANDGOBHI BNANE KI VIDHI:

☆EK BARTAN ME SARI SAMAGIRI BESAN,KASI HUI GOBHI,ADRAK KA PEST,NAMA,BARIK KATI MIRCH,BARIK KTA HUA PYAJ,KTA HUA DHANIYA ,JIRA SBHI KO MIX KAR LENGE.
☆THODA PAANI DALKAR GHOL BNALENGE.
☆AB NONSTIK YA SADHARAN TAVE KO AANCH PAR RAKH KAR GOL BNA LE.
☆GHOL KE 1/4 BHAAG KO CHAMMACH KI SAHETA SE TAVE PA GOL GOL FELAIE.
☆SUNHERA HONE PAR PALAT LIJIE OR DUSRI TARAF SE BHI TAIL DAL KAR SUNHERA KIJIE.
☆ISI TRAH PURE GHOL KE CHILE BNAKAR GRMA GARAM PAROSIE.

PUDINA CHATNI BNANE KI VIDHI:
PUDINE KI PATTIO KO DHO KAR ,TMATAR,OR MIRCH GRAINDAR ME DALKAR PIS LE. GADHI LAGE TO THODA PAANI DAAL LE.
NOTE - agar chatni mithi bnani h to adha chammach chini daal le.

TRY THIS

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें